Ae Mere Dil Bata Kya Bura Lyrics - Phir Bewafaai (2007



Ae mere dil bata kya bura keh diya
Ae mere dil bata kya bura keh diya
Ae mere dil bata kya bura keh diya
Bewafa ko agar bewafa keh diya
Bewafa ko agar bewafa keh diya
Ae mere dil bata kya bura keh diya
Bewafa ko agar bewafa keh diya
Bewafa ko agar bewafa keh diya
Dil mera chhin kar
Pehale dil main rahaa
Phir kisi aur ko usne aapna kaha
Dil mera chhin kar
Pehale dil main rahaa
Phir kisi aur ko usne aapna kaha
Usko maluum hai
Kitana tadapa hu mai
Usko maluum hai
Maine kya kya saha
Shrma aati nahi phir bhi usko jara
Shrma aati nahi phir bhi usko jara
Is liye besharam behaya keh diya
Is liye besharam behaya keh diya
Uske dil main hai kya
Main samaj naa saka
Kya khau main ke main
Kitana nadaan thaa
Uske dil main hai kya
Main samaj naa saka
Kya khau main ke
Main kitana nadaan thaa
Bholi bhali nazar
Main hai iitna zaher
Is hakiqat dil haay anjaan thaa
Sach to ye hai suru
Se woh baimaan thaa
Sach to ye hai suru
Se woh baimaan thaa
Pyaar main jisko
Maine khuda keh diya
Pyaar main jisko
Maine khuda keh diya
Ae mere dil bata kya bura keh diya
Ae mere dil bata kya bura keh diya
Bewafa ko agar bewafa keh diya
Bewafa ko agar bewafa keh diya.

No comments

Powered by Blogger.