Bohot pyaar karte hain | Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai | Jiye to Jiye Kaise. Bollywood Song Lyrics











Directed byLawrence D'Souza
Produced bySudhakar Bokade
Written byReema Rakeshnath
StarringSalman Khan
Sanjay Dutt
Madhuri Dixit
Kader Khan
Laxmikant Berde
Reema Lagoo
Music byNadeem-Shravan
Sameer (lyrics)
CinematographyLawrence D'Souza
Edited byA. R. Rajendran
Distributed byEros Entertainment
Release date
  • 30 August 1991(India)
Running time
182 minutes
CountryIndia
LanguageHindi
Box officeest. 180 million[1]
..................................Lyric.........................


Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hoti hai kaisi sanam bekarari
Milenge jo tumko to
Milenge jo tumko to batayenge hum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Tumhare bina ab na jeena hamara
Tumhein yoon hi chaahenge
Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
........................................................................

Song : Mera Dil Bhi Kitna
Music : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
lyrics : Sameer
Singers : Alka Yagnik, Kumar Sanu


......................................Lyric..............................

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar To Tum Se Karta Hai
Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar To Tum Se Karta Hai
Par Saamne Jab Tum Aate Ho, Kuch Bhi Kehne Se Darta Hai
O Mere Saajan, O Mere Saajan, Saajan Saajan, Mere Saajan
Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar To Tum Se Karta Hai
Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar To Tum Se Karta Hai
Kitna Isko Samajhata Hu, Kitna Isko Behlata Hu
Kitna Isko Samajhata Hu, Kitna Isko Behlata Hu
Naadaan Hai Kuch Na Samajhata Hai, Din Raat Ye Aahen Bharta Hai
Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar To Tum Se Karta Hai
Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar To Tum Se Karta Hai
Par Saamne Jab Tum Aate Ho, Kuch Bhi Kehne Se Darta Hai
O Mere Saajan, O Mere Saajan, Saajan Saajan, Mere Saajan
Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar To Tum Se Karta Hai
Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar To Tum Se Karta Hai
Har Pal Mujhko Tadpata Hai, Mujhe Saari Raat Jagata Hai
Har Pal Mujhko Tadpata Hai, Mujhe Saari Raat Jagata Hai
Is Baat Ki Tumko Khabar Nahi, Ye Sirf Tumhi Pe Marta Hai
Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar To Tum Se Karta Hai
Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Ye Pyar To Tum Se Karta Hai
Par Saamne Jab Tum Aate Ho
Par Saamne Jab Tum Aate Ho
Kuch Bhi Kehne Se Darta Hai
O Mere Saajan, O Mere Saajan, Saajan Saajan, Mere Saajan.
...........................................................................


Song : Jiye To Jiye Kaise
Music : Kumar Sanu, Nadeem Saifi, Shravan Rathod
lyrics : Sameer
Singers : Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam

...............................Lyric....................................

Jeeyen To Jeeyen Kaise Hai Bin Aapke
Jeeyen To Jeeyen Kaise Hai Bin Aapke
Lagta Nahin Dil Kahin Bin Aapke
Jeeyen To Jeeyen Kaise Hai Bin Aapke
Jeeyen To Jeeyen Kaise Hai Bin Aapke
Kaise Kahoon Bina Tere Zindagi Ye Kya Hogi
Kaise Kahoon Bina Tere Zindagi Ye Kya Hogi
Jaise Koi Saza Koi Badd-Dua Hogi
Jaise Koi Saza Koi Badd-Dua Hogi
Maine Kiya Hai Ye Faisla
Jeena Nahin Hai Tere Bina
Jeeyen To Jeeyen Kaise Bin Aapke
Jeeyen To Jeeyen Kaise Hai Bin Aapke
Mujhe Koi De De Zaher Hanske Main Pi Luungi…
Mujhe Koi De De Zaher Hanske Main Pi Luungi…
Har Dard Sah Luungi Har Haal Mein Ji Luungi…
Har Dard Sah Luungi Har Haal Mein Ji Luungi…
Dard-E-Judaayi Sah Na Sakuungi
Tere Bina Main Rah Na Sakuungi
Jeeyen To Jeeyen Kaise Bin Aapke
Jeeyen To Jeeyen Kaise Bin Aapke
Dekhke Voh Mujhe Tera Palkein Jhuka Dena…
Dekhke Voh Mujhe Tera Palkein Jhuka Dena…
Yaad Bahut Aaye Tera Muskara Dena…
Yaad Bahut Aaye Tera Muskara Dena…
Kaise Bhulaayuunvo Saari Baatein
Vo Meethi Raatein Vo Mulaaqaatein
Jeeyen To Jeeyen Kaise Bin Aapke
Jeeyen To Jeeyen Kaise Bin Aapke
Lagta Nahin Dil Kahin Bin Aapke
Jeeyen To Jeeyen Kaise Bin Aapke
Jeeyen To Jeeyen Kaise Bin Aapke.
___________________________________________


Song : Tu Shayar Hai
Music : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
lyrics : Sameer
Singers : Alka Yagnik

.................................Lyric.............................

Tu Shayar Hai Main Teri Shayari
Tu Shayar Hai Main Teri Shayari
Tu Aashiq Hai Main Teri Aashiqui
Tujhe Milne Ko Dil Karta Hai
Tujhe Milne Ko Dil Karta Hai O Mere Saajana
Tu Shayar Hai Main Teri Shayari
Tu Aashiq Hai Main Teri Aashiqui
Teri Har Nazm Tera Har Geet Hai Yaad Mujhe
Teri Har Nazm Tera Har Geet Hai Yaad Mujhe
Jab Tak Saans Chalegi Na Bhoolungi Main To Tujhe
Tere Bina Jeena Nahi Kha Ke Kasam Kehti Hu
Tere Bina Jeena Nahi Kha Ke Kasam Kehti Hu
Maine Bina Dekhe Bina Jaane Tujhe Dil De Diya
Tu Dhadkan Hai Main Teri Zindagi
Tu Shayar Hai Main Teri Shayari
Tujhe Milne Ko Dil Karta Hai
Tujhe Milne Ko Dil Karta Hai O Mere Saajana
Tu Shayar Hai Main Teri Shayari
Tu Aashiq Hai Main Teri Aashiqui
Apni Betaabi Ka Main Kaise Tujhase Izahaar Karu
Apni Betaabi Ka Main Kaise Tujhase Izahaar Karu
Kaise Batalaau Tujhe Jaan-E-Jaana Kitna Main Pyar Karu
Lab Pe Koi Naam Nahi Tere Siva Mere Saajan
Lab Pe Koi Naam Nahi Tere Siva Mere Saajan
Mere Is Dil Pe Tera Hi Nasha Chha Gaya
Tu Deewana Main Teri Deewangi
Tu Shayar Hai Main Teri Shayari
Tujhe Milne Ko Dil Karta Hai
Tujhe Milne Ko Dil Karta Hai O Mere Saajana
Tu Shayar Hai Main Teri Shayari
Tu Aashiq Hai Main Teri Aashiqui.

2 comments:

  1. Excellent .. Amazing .. I’ll bookmark your blog and take the feeds also…I’m happy to find so many useful info here in the post, we need work out more techniques in this regard, thanks for sharing. barridos electronicos madrid

    ReplyDelete

Powered by Blogger.