Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi From Masoom













Directed byShekhar Kapur
Produced byChanda Dutt
Devi Dutt
Screenplay byGulzar
Based onMan, Woman and Child
by Erich Segal
StarringNaseeruddin Shah
Shabana Azmi
Jugal Hansraj
Urmila Matondkar
Music byR D Burman
CinematographyPravin Bhatt
Edited byAruna Raje
Vikas Desai
Distributed byBombino Video Pvt. Ltd.
Release date
October 22, 1983 (India)
Running time
165 minutes
CountryIndia
LanguageHindi
..............................Lyric.................................

Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi Hairaan Hoon Main O Hairaan Huun Main
Tere Masum Sawaalon Se Pareshaan Hoon Main O Pareshaan Hoon Main

Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhaalane Honge
 Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhaalane Honge
Muskuraaye To, Muskuraane Ke Karz Utarne Honge
Muskuraauun Kabhii To Lagataa Hai
Jaise Honthon Pe Karz Rakhaa Hai

Ho Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi
Hairaan Hoon Main O Hairaan Huun Main

Zindagii Tere Gam Ne Hamein Rishte Naye Samajhaaye
Mile Jo Hamein Dhoop Mein Mile Chaanv Ke Thande Saaye

Ho Tujhse Naaraaz Nahin Zindagi Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main

Aaj Agar Bhar Aai Hain Boondein Baras Jaayengi
Kal Kyaa Pataa Inke Liye Aankhein Taras Jaayengi

 Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi
 Hairaan Hoon Main O Hairaan Huun Main

Tere Masum Sawaalon Se Pareshaan
Hoon Main O Pareshaan Hoon Main

No comments

Powered by Blogger.